- Address Cantonment Board, Malir Cantt, Karachi, Sindh, Pakistan
- Salary Offers 25000/70000 PKR 25000/70000 Month
- Education F.A, F.Sc, Bachelor and Intermediate
- Newspaper Express
- Number of Posts 15+
- Age Limit 21 To 35 Years
- Job Status Government
Posted On | |
---|---|
Company: | |
Location: | |
Job Type: | |
Last Date: |
Jobs Positions
Cantonment Board Board Medical
Pyare Bhaio ye sun kr ap ko buhat acha lage ga ke government ki tarf se Cantonment Board Malir Medical Jobs ka aalan kia hy. In nokrion ki Tankhwa 25000 se le kr 70000 tak ho gi. In nokrion ke liye Karachi or Soba sindh ke tamam log Jin ki Taleem F.A, FS.c tak hy wo is nokrio ke liye darkhwast dein. darkhwadt dene mein hargiz na der krein.
Agr apne taleem hasil ki hoi hy or apko lagta hy ke ap in nokrion ke liye qabliyat rakhte hein to lazmi apply kein or apni qismat ko azma kr dekho. kya pata ap ka luck ap ka sath de or ap nokri ko hasal kr lein or apne halat ko acha banye or ghurbat or berozgari ki tenshn se chohtkara pao, or khud ko sabit kr ke dikhao un logo ko jo apka mazaq banate hein or ap ko useless kehte hein un ko bhi pata chale ap kitne kabil insan hein ho ap kitne qeemti hein.
Cantonment Board Malir Medical Jobs 2023 Advertisement
Ap ke dil mein ye baat hona zarori hy ke ap ye nokri hasal kro ge or ye nokri apke liye hi hy is baat ka dil mein paka irda rakhein to inshAllah ap ko qamyabi zaror hogi.
Cantonment Board Malir Medical Jobs 2023 Advertisement
More Jobs: Punjab Health Facilities Jobs In Management Company 2023
Apply krne se pehly upr diye gaye ishtyhar ko lazmi parh lein, is ko parne ka faida ye hy ke ap apply krte waqt koi ghalti na ho.
Apply ka Treeka
Apply krne ke sare steps ko Follow krna zarori hy.
- Diye gaye pate par apni mukamal darkhwast ke sath document bhejein ( Cantonment Board, Malir Cantt, Karachi, Sindh, Pakistan)
- Test ke liye koi DA/TA kable kabol nh hoga.
- F.A, Fs.c tak taleem ka hona zarori hy.
- Apply krne ke liye Karachi ya soba Sindh ka domicile hona chahiye.
- Apply division ke rules ke hisal se hogi.